Dulhe Ka Sehra - Bharati


Voter pour Dulhe Ka Sehra :
Voter Voter Voter Voter Voter Voter Voter Voter Voter Voter
Tweeter

Paroles de Bharati - Dulhe Ka Sehra


Shehnaaiyon ki sada keh rahi hai
Khushi ki mubarak ghadi aa gayi hai
Saji sukh jodi mein chaandsi dulhan
Zameen pe falak se pari aa gayi hai

Dulhe ka sehra suhaana lagta hai
Dulhe ka sehra suhaana lagta hai

Dulhan ka to dil deewana lagta hai
Dulhe ka sehra suhaana lagta hai
Dulhan ka to dil deewana lagta hai
Dulhe ka sehra suhaana lagta hai

Palbhar mein kaise badalte hain rishte
Ab to har apna begaana lagta hai

Dulhe ka sehra suhaana lagta hai
Dulhan ka to dil deewana lagta hai

Saat pheron se bandha janmon ka yeh bandhan
Pyaar se joda hai rab ne preet ka daaman

Hain nayi rasmein, nayi kasmein, nayi uljhan
Honth hai khaamosh, lekin keh rahi dhadkan

Dhadkan, dhadkan, dhadkan, dhadkan
Dhadkan, dhadkan, dhadkan, dhadkan
Dhadkan, meri dhadkan, dhadkan, teri dhadkan
Dhadkan, meri dhadkan, dhadkan, teri dhadkan
Dhadkan, dhadkan, dhadkan, dhadkan
Dhadkan, dhadkan, dhadkan, dhadkan
Dhadkan, meri dhadkan, meri dhadkan

Mushkil ashkon ko chhupaana lagta hai
Dulhan ka to dil deewana lagta hai
Palbhar mein kaise badalte hain rishte
Ab to har apna begaana lagta hai
Dulhe ka sehra suhaana lagta hai
Dulhan ka to dil deewana lagta hai

Imprimer Dulhe Ka Sehra - Bharati

Video de Bharati - Dulhe Ka Sehra

Commentaires sur Bharati - Dulhe Ka Sehra

Aucun commentaire sur Dulhe Ka Sehra pour l'instant...

Commenter la musique de Bharati - Dulhe Ka Sehra

D'autres titres de Bharati

Thématique sur la chanson : Dulhe Ka Sehra de Bharati

Haut de page